Use smartphone as a projector:-
Projector ke bare me to aap jante hi honge. projector ka kaam hota hai zooming karna. cinema hall me aap bade parde par jo seen dekhte ho use projector se hi bada kiya jata hai. aaj mai aapko aysi trick bta raha hu jiski madad se aap apne smart phone ko projector ki tarah istmal kar sakte ho. or apne ghar ki kisi bhi diwar par parda laga kar bade parde par movie dekh sakte hai.
Smart Phone Ko Projector Ki Tarah Istmal Kaise Kare?
Ji ha dosto ab aap apne smart phone ki madad se apne ghar me hi cinema hall bana kar movie dekh sakte hai. iske liye bas aapko bas ek shoes cartun, Magnifying glass ki jarurat padegi.
Follw step:-
1. Magnifying lans ko shoes box ki ek side me rakh kae mark kare. or mark kiye gaye cartun ko blad se kar holl bana le.
2. box me holl karne ke bad lans ko us me fit kar ke gond ki madad se chipka le.
3. ab aapko image ke anusar box me dusri taraf apna smart phone rakhne ke liye stand banana hai. aap koi bhi cheez ki madad se stand bana sakte hai.
4. ab apne smart phone me koi bhi movie ya videos chala kar stand par rakhe. mobile ki screen Magnifying lans ki taraf karni hai.
5. aapke mobile ke focus ko cutch kar Magnifying lans use zooming kar output nikalega. ab mobile ko aage piche kar ke aapko jis size me video dekhna hai set kare.
6. mobile ki video britness 100% kar le taki video clear dikhe.
Note:- aap shoes box ki jagah koi or mazbut item bhi use kar sakte ho.
0 comments:
Post a Comment